Sunday, 31 July 2016

AAJ KI SUBAH

Paihle ki tarah ab Goraiya/Chidiya ki subhah ki chikh sunai nahi deti,nahi ab kabutaron ka aana Jana dikhai deta hai,kauwe v ab kam hotein jaa rahein hain, kya prakriti ke birudh hum din ba din khud ko khadhe karte ja rahein,aakhir ayesa qun .....Humein sonchna hoga ...?